Metaverse kya hai aajkal internet per Yahi Shor Hai Ke metaverse kya hai.
Metaverse Ek Aisi Duniya Hai .
joki haqiqi To Nahin Hai Lekin Hakikat ke kareeb tarin hai.
Mark Zuckerberg ne Inkishaf kiya ke wo Facebook ko mateverse mein tabdeel kar rahe hain.
Metaverse Ek Aisi Duniya Hai Jise khayali Duniya Kahan Ja sakta hai Jis Tarah ab Khyal Main Kahin Bhi jakar ghumte Hain bilkulussi Tarah.
Metaverse Technology ke jariye aap Ghar Baithe Kahin Bhi pahunch sakte hain Jaisa ki aapane movie mein dekha hoga Bandar baithak Nahin Hota Hai aur uska holographic Ox receiver ko pahunch jata hai.
Bilkul ISI Tarah Aap Kahin Bhi Koi party attend karni ho Koi meeting attend karne Ho yah Kisi bhi Jagah pahunch Na Ho yah Kisi dost se Milana Ho.
To aap aap metsverse ke zariye yah kam kar sakte hain.
Ab Sawal ya Paida Hota Hai Ke ye kam Kis Tarah Karega. ji han iska jawab yah hai.
Sabse pahle share Chhoti misaal Sun Le misaal hai aap Logon Ne ghost machine movie e Jarur Dekhi Hogi use movie mein Main Jis Tarah Se a machine kam karti hai maybe metaverse bhi Usi Tarah kam Karega.
Abhi Mein Ek Aur Khyal Ke jariye aap Logon Ko Samjhane ki koshish karta hun vah yah Hai ke Kuchh sal pahle a Mere dimag ek Khyal Aaya ke Koi Aisa signal create kiya jaaye Jo pure solid Jism ko cover kar le yani device holder aur uske Aas Paas Har chij Ki 3D 360 sketch Kar lay to ab shayad metaverse bhi Is Tarah Se Kam Karen.
Aur iske liye preferred computer aur mobile aur tajviz Karda cameras bhi use ho sakte hain.
Iska setup VR glasses ki tarah ka hoga Ab vah Chahe a ghost machine ki tarah ho ya FIR Kisi Aur Tarah aur iska result Hologram se Milta julta hoga. Iske alava aap Kisi bhi Bhag Kahin Bhi Jana Chahe to Basani Ja sakte hain kisi ke sath chai Peeni Hai online classes leni hai Kisi Ko lecture dena hai koi bhi Kuchh Bhi karna ho yah aap ser karna chahte hain picnik karni hai.
Ine Sab Ke alava mateverse ke Kuchh negative pahlu tu bhi hain. wo Inshallah agle artical mein likhun ga.
Comments
Post a Comment